Skip to content

Akbar (as) Ghar Aja | Noha 2025 | Mola Ali Akbar (as) Irfan Haider |اکبر (ع) گھر آجا Lyrics (Roman, Urdu, Hindi, English)

Text Size:
Akbar (as) Ghar Aja | Noha 2025 | Mola Ali Akbar (as) Irfan Haider |اکبر (ع) گھر آجا Lyrics (Roman, Urdu, Hindi, English) thumbnail
📋 Quick Info:
🎤 Reciter: Syed Irfan Haider
✍ Poet: Zeeshan Abidi
📅 Year: 2025
🌐 Languages: Roman, Urdu, Hindi, English
This poignant noha titled Akbar (AS) Ghar Aja is recited by Syed Irfan Haider and penned by renowned poet Zeeshan Abidi. Released in 2025, it depicts the painful longing of Bibi Fatima Sughra (SA), who remains ill and alone in Medina awaiting her beloved brother Hazrat Ali Akbar (AS). Recited during Muharram-ul-Haram, the noha captures a sister's prayers, restless nights, and silent tears, creating a deeply sorrowful and heart-rending atmosphere for mourners.
Andhere Ghar Mein Sughra (sa) Diye Jalaati Hai Andhere Ghar Mein Sughra (sa) Diye Jalaati Hai Jab Dil Ghabraata Hai, Jab Yaad Sataati Hai Beemar Behen Tujhko Ro Ro Ke Bulaati Hai Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Yaad Mein Teri Ro Ro Kar Mar Jaayegi Sughra (sa) Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Tu Door Hai Mujhko Yeh Gham Hai Baba (AS) Ki Tujhe Qasam Hai Bhaiya Ali Akbar (AS) Aaja Main Takti Rahi Tera Rasta Madine Se Tu Jab Gaya Karbala Karbala, Karbala, Haye Karbala Mujhko Bhi Le Chal Poora Karde Waada Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Ab Kat-te Nahi Hain Din Aur Raat Main Kaise Jiyun Tere Bin Bhaiya Ali Akbar (AS) Aaja Yahaan Aagayi Mujhe Maut Agar Mere Bhai (AS) Aana Meri Qabr Par Qabr Par, Qabr Par, Haye Qabr Par Nana (PBUH) Ki Jaa Kar Karti Hoon Roz Dua Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Aawaz Mein Teri Jeete Jee Main Phir Se Azaan Sun Loon Bhaiya Ali Akbar (AS) Aaja Tujhe Dekhna Hai Mehraab Mein Tu Ik Baar Aaja Mere Khwab Mein Khwab Mein, Khwab Mein, Haye Khwab Mein Maine Dekha Hai Zakhmi Tera Seena Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Akbar (AS) Yeh Tamanna Hai Meri Main Shaadi Rachaun Teri Bhaiya Ali Akbar (AS) Aaja Behen Bhai Hum Dobara Milein Barhaani Hain Bhaiya Mujhe Mannatein Mannatein, Mannatein, Haye Mannatein Maani Hain Maine Dekhoon Tera Sehra Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Jab Chaand Muharram Ka Dekha Dil Mera Tadap Ke Bola Bhaiya Ali Akbar (AS) Aaja Khuda Se Yehi Dua Maine Ki Barha De Mere Bhai (AS) Ki Zindagi Zindagi, Zindagi, Haye Zindagi Meri Bhi Tujhko Lag Jaaye Mere Bhaiya (AS) Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Sughra (sa) Ne Khat Mein Zeeshan-o-irfan-e-aza Yeh Likha Bhaiya Ali Akbar (AS) Aaja Sar-e-karbobala Yeh Khat Khol Kar Hussain (AS) Aagaye Ik Jawan Laash Par Laash Par, Laash Par, Haye Laash Par Aakar Sheh (AS) Bole Paigham Hai Sughra (sa) Ka Haye Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta Akbar (AS) Ghar Aaja, Sughra (sa) Ka Waasta

✨ CREDITS

Poet: Zeeshan Abidi

Video Maker: Riz Records

Hosted By: Irfan Haider

ℹ️ About this Nauha

About this Nauha - This nauha is based on the sorrow and longing of Bibi Fatima Sughra (SA) for her brother Hazrat Ali Akbar (AS). Its central theme is the pain of a sister left alone and unwell in Medina while her brother is in Karbala. It is recited by Syed Irfan Haider, with poetry by Zeeshan Abidi and video presented by Riz Records. It is specially recited during Muharram-ul-Haram in majalis and matam. The full lyrics are provided on Nauha Lyrics Hub in Roman Urdu, Urdu, Hindi, and English translation for azadars.

❓ FAQs About This Nauha

Who recited this nauha?

This nauha is recited by Syed Irfan Haider as mentioned in the title and quick info of the post.

Who wrote the poetry of this nauha?

The kalam of this nauha is written by poet Zeeshan Abidi.

What is this nauha about?

It describes the grief of Bibi Fatima Sughra (SA), who is sick and alone in Medina, remembering and calling her brother Hazrat Ali Akbar (AS) who went to Karbala.

When is it recited?

It is recited during Muharram-ul-Haram and in mourning gatherings, where the sorrow of Ahlebait and the separation of brother and sister is remembered.

In which languages are the lyrics available?

The lyrics are available in four formats on Nauha Lyrics Hub - Roman Urdu, Urdu script, Hindi Devanagari, and English translation.

❤️ This Nauha was contributed by: Nauha Lyrics Hub

Irfan Ansari — Founder and Editor
Irfan Ansari

FOUNDER & EDITOR — I publish carefully verified nauha lyrics with full credits to reciters and writers, plus easy-to-read Islamic articles. Spotted an error? Tell me in the comments. More about me →

💬 Discussion & Feedback

Comments

⬇️ Download Lyrics (HD)