Skip to content

Ya Fatima Zahra (sa) | Ayyam e Fatmiyah (sa) | Irfan Haider | یا فاطمہ زہرا (س) Lyrics (Roman, Urdu, Hindi, English)

Text Size:
Ya Fatima Zahra (sa) | Ayyam e Fatmiyah (sa) | Irfan Haider | یا فاطمہزہرا (س) Lyrics (Roman, Urdu, Hindi, English) thumbnail
📋 Quick Info:
🎤 Reciter: Syed Irfan Haider
✍ Poet: Zeeshan Abidi
📅 Year: 2025
🌐 Languages: Roman, Urdu, Hindi, English
Ya Fatima Zahra (SA) is a deeply mournful noha recited by Syed Irfan Haider, with poetry by Zeeshan Abidi, presented for Ayyam-e-Fatimiyah. The kalam remembers the heartbreaking sufferings of Janabe Sayyeda Fatima Zahra (SA), including the pain of the doorway, the sorrow of the court, and the loneliness of Maula Ali (AS) after her. Released in 2025, it is recited in the days of Aza-e-Zahra, evoking profound grief, love for Ahl-e-Bait, and remembrance of Bibi's wounded side.
Zahra... Ya Zahra... Ya Zahra, Ya Zahra... Ya Zahra, Ya Zahra, Ya Zahra, Ya Zahra... Ailaan Suno, Aye Duniya Walo Ayyam-e-aza-e-zahra Hai Ayyam-e-aza-e-zahra Hai Aur Pyare Nabi Ki Beti Ka Har Ghar Me Maatam Barpa Hai Jo Kehti Theen Ye Ro Ro Kar Daffinni Fil Lail Ya Ali, Daffinni Fil Lail Daffinni Fil Lail Ya Ali, Daffinni Fil Lail Aao Mil Kar Qayam Karo, Zahra Ka Maatam Aam Karo Zahra Ka Maatam Aam Karo, Zahra Ka Maatam Aam Karo Ban Jaao Maatamdaar, Raazi Honge Sarkar Ban Jaao Maatamdaar, Raazi Honge Sarkar Haq Banta Hai Is Bibi Ka, Ho Shaam-o-sehar Bas Ek Sada Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra, Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra, Ya Fatima Zahra, Ya Zahra "fatima Baz'atun Minni" Hai Ye Farmaan-e-nabi Ummat Ne Jaan Kar Bhi Aapko Rulaya Bibi Ummat Ne Jaan Kar Bhi Aapko Rulaya Bibi Jab Dar Giraya Bibi, Maare Gaye Mohsin Bhi Jab Dar Giraya Bibi, Maare Gaye Mohsin Bhi Na Bhoolenge Hum Bibi Zakhmi Pehlu Aapka Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra, Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra, Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Aap Darbaar Se Jab Laut Ke Aayi Shehzadi Atharah Saalon Me Lagti Thi Ek Zaeefa Jaisi Atharah Saalon Me Lagti Thi Ek Zaeefa Jaisi Baalon Me Thi Safedi Aur Kamar Bhi Kham Thi Baalon Me Thi Safedi Aur Kamar Bhi Kham Thi Ye Haal Tha Ke Zainab Ne Bhi Nahi Pehchana Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra, Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra, Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ghurbat Me Saath Apne Waali Ka Nibhaati Raheen Zakhmi Haalat Me Bhi Wilayat Ko Bachaati Raheen Zakhmi Haalat Me Bhi Wilayat Ko Bachaati Raheen Dar Khat-khataati Raheen, Sabko Bataati Raheen Dar Khat-khataati Raheen, Sabko Bataati Raheen Jab Tak Zinda Raheen Ali Ko Na Tanha Chhoda Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra, Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra, Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Chhup Chhup Ke Aapne Hasnain Se Aansu Bahaaye Apne Baba Ke Madine Me Itne Zakhm Khaaye Apne Baba Ke Madine Me Itne Zakhm Khaaye Ghusl Dene Ke Liye Haaye Ali Jab Aaye Ghusl Dene Ke Liye Haaye Ali Jab Aaye Tooti Pasliyan Dekh Ke Cheekh Ke Roye Maula Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra, Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra, Ya Fatima Zahra, Ya Zahra De Chuke Aapko Jab Saat Ridaaon Ka Kafan Rakh Kar Janaaza Wahin Baith Gaye Khaibar-shikan Rakh Kar Janaaza Wahin Baith Gaye Khaibar-shikan Bole Hata Kar Kafan "aao Husain-o-hasan" Bole Hata Kar Kafan "aao Husain-o-hasan" Bachche Jab Maa Se Lipte Ghar Me Ye Kohraam Tha Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra, Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Ya Fatima Zahra, Ya Zahra, Ya Fatima Zahra, Ya Zahra Aaye Hain Dekh Ke Zeeshan Aur Irfan-e-aza Kitni Udaasi Hai Turbat Pe Na Saaya Na Diya Taameer Ho Baqee Ab, Khatam Ho Ab Andhera Taameer Ho Baqee Ab, Khatam Ho Ab Andhera Roshan Ho Aapka Rauza Bhi Misl-e-karbala Ya Zahra, Ya Zahra Na Bhoolenge, Na Bhoolenge, Na Bhoolenge, Na Bhoolenge Darbaar Kabhi Na Bhoolenge Na Bhoolenge, Na Bhoolenge Aye Bibi Aapka Hum Zakhmi Rukhsaar Kabhi Na Bhoolenge Na Bhoolenge, Na Bhoolenge Hum Kehte Rahenge Ro Ro Kar, Aye Bibi Aapke Haathon Par Talwaar Ke Daste Se Jo Hua, Wo Waar Kabhi Na Bhoolenge Na Bhoolenge, Na Bhoolenge, Na Bhoolenge, Na Bhoolenge Ya Zahra, Ya Zahra

✨ CREDITS

Poet: Zeeshan Abidi

Video Maker: TNA Records

Hosted By: Irfan Haider

ℹ️ About this Nauha

About this Nauha - This nauha is dedicated to Ayyam-e-Fatimiyah and the masaib of Janabe Sayyeda Fatima Zahra (SA), including the pain of the door being pushed, the sorrow of the court, and the loneliness of Maula Ali (AS). It is recited by Syed Irfan Haider and written by poet Zeeshan Abidi, with video by TNA Records, and was released in 2025. It is especially recited during Ayyam-e-Fatimiyah and Ayyam-e-Aza-e-Zahra, in majalis remembering the sufferings of Shahzadi-e-Konein (SA). The complete lyrics are available on Nauha Lyrics Hub in four formats - Roman Urdu, original Urdu Nastaliq, Hindi Devanagari, and easy English translation for reciting in majalis.

❓ FAQs About This Nauha

Who recited this nauha?

This nauha is recited by Syed Irfan Haider, as mentioned in the title and Quick Info section.

Who wrote the poetry of this nauha?

The poetry of this nauha is written by Janab Zeeshan Abidi.

What is this nauha about?

It is about the masaib of Janabe Sayyeda Fatima Zahra (SA) during Ayyam-e-Fatimiyah, including the pain of the doorway, the sorrow of the court, the loss of Mohsin, and the loneliness of Maula Ali (AS) after Bibi.

When is it recited?

It is recited during Ayyam-e-Fatimiyah and Ayyam-e-Aza-e-Zahra, in majalis and gatherings remembering the sufferings of Bibi Zahra (SA).

In which languages are the lyrics available?

The lyrics are provided on Nauha Lyrics Hub in four formats - Roman Urdu, original Urdu Nastaliq, Hindi Devanagari, and English translation.

❤️ This Nauha was contributed by: Nauha Lyrics Hub

Irfan Ansari — Founder and Editor
Irfan Ansari

FOUNDER & EDITOR — I publish carefully verified nauha lyrics with full credits to reciters and writers, plus easy-to-read Islamic articles. Spotted an error? Tell me in the comments. More about me →

💬 Discussion & Feedback

Comments

⬇️ Download Lyrics (HD)