Skip to content

Ya Mola Raza Jaan Lyrics - Mesum Abbas Nauha 2026 (Roman, Urdu, Hindi, English)

Text Size:
Ya Mola Raza Jaan thumbnail
📋 Quick Info:
🎤 Reciter: Mesum Abbas
✍ Poet: Mir Hilal
📅 Year: 2025
🌐 Languages: Roman, Urdu, Hindi, English
Ya Mola Raza Jaan is a deeply devotional and heartbreaking manqabat and noha recited by Mesum Abbas, with poetry by Mir Hilal, released in 2025. Dedicated to Shah-e-Khurasan Imam Ali Raza (AS), Waris-e-Quran, it praises his holy shrine in Mashhad as Sehn-e-Shifa, his generosity, and his title Zamin-e-Aahu. The kalam also mourns his martyrdom when Mamoon poisoned him through grapes, describing his suffering in ghurbat. Recited during Ayyam-e-Aza and especially on the martyrdom of Imam Raza, it evokes love, reverence, and deep sorrow.
Ya Ali Moosa Raza Ya Ali Moosa Raza Ya Ali Moosa Raza, Ya Ali Moosa Raza Ya Ali Moosa Raza, Ya Ali Moosa Raza Shah E Khurasan Waris E Quran Ya Mola Raza Jaan Ya Mola Raza Jaan Shah E Khurasan Waris E Quran Ya Mola Raza Jaan Ya Mola Raza Jaan Shah E Khurasan Waris E Quran Ya Mola Raza, Mola Raza, Mola Raza Jaan Yeh Sehn E Shifa Hai Aur Lab Pe Dua Hai Darbaan Banu Main Bhi Kar Dijiye Ehsan Shah E Khurasan Waris E Quran Ya Mola Raza Jaan Ya Mola Raza Jaan Jab Dar Pe Tere Aaye Bala Tal Gayi Mola Ik Hirz E Ilahi Hai Tera Naam Bhi Mola Hum Log Salamat Hain Tere Dum Se Hi Mola Shahe Mashhad Tera, Hai Saron Par Saya Kis Baat Ka Darr Humko, Jab Tu Hai Nigehbaan Shah E Khurasan Waris E Quran Ya Mola Raza, Mola Raza, Mola Raza Jaan Maqrooz E Karam Hai Tere Dar Ka Ye Zamana Hai Teri Sakhawat Ka Sakhawat Mein Bhi Charcha Iran Hi Kya Khati Hai Duniya Tera Sadqa Tere Darbar Talab, Mangne Aaye Malak Khaliq Ne Tere Ghar Ko, Bakhshi Hai Alag Shaan Shah E Khurasan Waris E Quran Ya Mola Raza, Mola Raza, Mola Raza Jaan Masooma E Qum Ki Qasam Aejaaz Dikha Do Tum Khwab Mein Hi Apna Deedar Kara Do Rukhsar Mere Qabr Ki Jaali Se Laga Do Noor E Ain E Moosa, Mere Aqa Mola Faryad Meri Sun Lo, Main Tum Pe Hoon Qurban Shah E Khurasan Waris E Quran Ya Mola Raza Jaan Ya Mola Raza Jaan Yeh Sehn E Shifa Hai Aur Lab Pe Dua Hai Darbaan Banu Main Bhi Kar Dijiye Ehsan Shah E Khurasan Waris E Quran Ya Mola Raza Jaan Ya Mola Raza Jaan Jo Ishq Hai Tujhse Usay Inam Ka Sikka Hai Zamin E Aahu Ye Bare Kaam Ka Sikka Bazu Pe Jo Bandha Hai Tere Naam Ka Sikka Surat E Nad E Ali, Hai Asar Iska Bhi Mushkil Ho Safar Jitna, Kar Dete Ho Asaan Shah E Khurasan Waris E Quran Ya Mola Raza, Mola Raza, Mola Raza Jaan Tum Toos Ke Madfoon Shahenshah E Ajam Ho Tum Sare Zamane Pe Hi Mail Ba Karam Ho Sarkar Tumhi Khak Nasheenon Ka Bharam Ho Ya Mughis Ash-shia, Tum Ho Woh Darwaza Bakhshish Ka Banaya Hai, Rab Ne Jise Meezan Mola Raza Mola Raza Salam Alaika Gharibul Watan Gharibul Imam Salam Aap Pe Ae Dilbar E Rasool E Anam Salam Aap Pe Syed Raouf Shah E Zaman Salam Aap Pe Pursaan E Haal E Khasta Tan Salam Aap Pe Ae Sogwar E Karb O Bala Salam Aap Pe Ae Beqarar O Karb Zada Salam Alaika Anis Un Nufoos Ya Mola Salam Aap Pe Shams Ush Shumus Ya Mola Salam, Salam, Salam Mola Raza Monis Ho Zaeefon Ke Moeen Uz Zuafa Ho Hami Ho Ghareebon Ke Gharib Ul Ghuraba Ho Tum Bhi To Azadar E Qateel Al Fawra Ho Har Ghadi Har Lamha, Rahe Mehwe Girya Tumne Bhi Rahe Haq Mein, Sab Kar Diya Qurban Shah E Khurasan Waris E Quran Ya Mola Raza Jaan Ya Mola Raza Jaan Mamoon Layeen Ne Yeh Ajab Zulm Kiya Hai Angoor Mein Mola Ko Mere Zehr Diya Hai Neela Hai Badan Pyas Bohat Waqt E Qaza Hai Dard Ka Aalam Hai, Har Taraf Matam Hai Bechainiyan Badhti Hain, Kuch Pal Ke Hain Mehman Shah E Khurasan Waris E Quran Ya Mola Raza, Mola Raza, Mola Raza Jaan Bibi Ko Ditha Mein Huye Pehlu E Shikasta Ro Ro Ke Khurasan Mein Padhti Hai Yeh Noha Aulad E Payambar Ka Hai Dushman Yeh Zamana Haal E Shab Aisa Hua, Khoon Ugelta Hai Raza Phir Aaj Hua Mera, Pardes Mein Nuksan Shah E Khurasan Waris E Quran Ya Mola Raza Jaan Ya Mola Raza Jaan Ae Mir Hilal Aaj Bhi Dawa Hai Yeh Mohkam Har Sahib E Irfan Ko Maloom Hai Meesam Aisa Ke Ni Mashhad Teri Mitti Mein Hai Aalam Najd Mein Rehta Hoon, Jab Ali Kehta Hoon Phir Khatam Kiya Maine, Dil Kehta Hai Quran Shah E Khurasan Waris E Quran Ya Mola Raza Jaan Ya Mola Raza Jaan Yeh Sehn E Shifa Hai Aur Lab Pe Dua Hai Darbaan Banu Main Bhi Kar Dijiye Ehsan Shah E Khurasan

✨ CREDITS

Poet: Mir Hilal

Video Maker: Ali Arman Baltistani

Hosted By: Mesum Abbas

ℹ️ About this Nauha

About this Nauha - This nauha is a manqabat and marsiya for Imam Ali Raza (AS), Shah-e-Khurasan and Waris-e-Quran, praising his shrine in Mashhad as a place of healing and his generosity, and mourning his martyrdom by poisoning in Toos. It is recited by Mesum Abbas and written by poet Mir Hilal, with video by Ali Arman Baltistani, hosted by Mesum Abbas, released in 2025. It is especially recited during the martyrdom days of Imam Ali Raza (AS) and during Muharram and Safar, as part of Aza-e-Ahlebait. The complete lyrics are available on Nauha Lyrics Hub in four formats - Roman Urdu, Urdu Nastaliq, Hindi Devanagari, and English translation for easy reciting.

❓ FAQs About This Nauha

Who recited this nauha?

This nauha is recited by Mesum Abbas, as mentioned in the title and Quick Info section.

Who wrote the poetry of this nauha?

The poetry of this nauha is written by Janab Mir Hilal.

What is this nauha about?

It is about Imam Ali Raza (AS), the Shah-e-Khurasan and Waris-e-Quran, praising his blessed shrine in Mashhad, his generosity, and his titles like Zamin-e-Aahu, and mourning his martyrdom when Mamoon gave him poison in grapes.

When is it recited?

It is recited during the martyrdom days of Imam Ali Raza (AS) in Safar, and during Muharram and general Aza-e-Ahlebait gatherings.

In which languages are the lyrics available?

The lyrics are available on Nauha Lyrics Hub in four formats - Roman Urdu, original Urdu Nastaliq, Hindi Devanagari, and English translation.

❤️ This Nauha was contributed by: Nauha Lyrics Hub

Irfan Ansari — Founder and Editor
Irfan Ansari

FOUNDER & EDITOR — I publish carefully verified nauha lyrics with full credits to reciters and writers, plus easy-to-read Islamic articles. Spotted an error? Tell me in the comments. More about me →

💬 Discussion & Feedback

Comments

⬇️ Download Lyrics (HD)