Skip to content

Main Hussain (as) Ka Ghulam Lyrics - Syed Irfan Haider Nauha 2026 (Roman, Urdu, Hindi, English)

Text Size:
Main Hussain (as) Ka Ghulam Lyrics - Syed Irfan Haider Nauha 2026 (Roman, Urdu, Hindi, English) thumbnail
📋 Quick Info:
🎤 Reciter: Syed Irfan Haider
✍ Poet: Zeeshan Abidi
📅 Year: 2026
🌐 Languages: Roman, Urdu, Hindi, English
Main Hussain Ka Ghulam is a powerful and deeply devotional noha recited by Syed Irfan Haider, with poetry by Zeeshan Abidi, released in 2026. The kalam is a bold declaration of loyalty to Imam Hussain (AS), with Karbala as both path and destination. It recalls the sacrifices of Hazrat Hur, Muslim bin Aqeel, and Hazrat Abbas (AS), and celebrates the love for Ahl-e-Bait. Recited in majalis and Azadari gatherings, it evokes pride, spiritual connection, and unwavering devotion to Maula Hussain.
Labbaik Labbaik Labbaik Ya Hussain Labbaik Labbaik Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain Maula Hussain Hussain Ya Maula Maula Hussain Hussain Ya Maula Karbala Mera Rasta Aur Meri Manzil Syed Badshah Maula Hussain Hussain Ya Maula Hai Sar Pe Alam Ka Saya Mera Kaam Nahi Darna Warna Ya Maula Hussain Saat Samandar Par Rahun Ya Apne Des Ke Logon Mein Gali Gali Aur Nagar Nagar Gaon Gaon Har Shehar Shehar Har Majlis Mein Har Mimbar Par Har Majlis Mein Har Mimbar Par Elaan Karunga Subaho Shaam Yabnaz Zahra Ya Maula Ana Majnoon Al Hussain Ana Majnoon Al Hussain Ana Majnoon Al Hussain Ana Majnoon Al Hussain Chahe Zamana Boley Mujhko Deewana Chahe Zamana Boley Mujhko Deewana Sare Jahan Mein Ya Hussain Leke Tera Naam Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Maula Hussain Hussain Ya Maula Aisa Azeem Tune Karbala Mein Kaam Kiya Sab Kuch Khuda Ne Ya Hussain Tere Naam Kiya Tu Hi Toh Hai Woh Badshah Ya Hussain Jisko Duniya Ke Sare Badshahon Ne Salam Kiya Jiska Baba Ho Ali Ali Aur Maa Ho Fatima Jiska Baba Ho Ali Aur Maa Ho Fatima Sabko Naseeb Kahan Hota Hai Aisa Imam Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Hussain Hussain Ya Maula Jaisa Hussain Tu Hai Badshah Masha'allah Tujhko Mile Hain Sab Ghulam Bhi Subhan'allah Main Hur Ko Alayhissalam Kyun Na Kahun Jisne Ashoor Ki Shab Tere Liye Aey Sirr-e-allah Maalo Daulat Ko Chhora Hathon Ko Jora Maalo Daulat Ko Chhora Hathon Ko Jora Aur Bola Ya Hussain Aap Pe Mera Salam Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Hussain Hussain Ya Maula Sara Zamana Hai Gawah Ya Hussain Maula Tune Bachaya La Ilaha Ya Hussain Maula Hussaino Minni Wa Ana Minal Hussain Yaani Tu Ban Gaya Nabiyon Ka Shah Ya Hussain Maula Dilwalon Ka Hai Nara Hussain Humara Dilwalon Ka Hai Nara Hussain Humara Tere Ghulam Hi Toh Bante Hain Aali Maqam Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Ana Majnoon Al Hussain Ana Majnoon Al Hussain Ana Majnoon Al Hussain Ana Majnoon Al Hussain Ya Syed Ya Murshidi Hussain Zahra Jo Hai Ghulam Tera Us Pe Ho Salam Mera Bhula Nahi Hoon Main Woh Kufay Ka Darbar Jahan Aakar Jalal Mein Muslim Bin Aqeel Bola Ibn E Marjana Sun Le Rokega Kaise Haan Ibn E Marjana Sun Le Rokega Kaise Tu Kya Hai Aaj Chahe Aa Jaye Ameer E Sham Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Hussain Hussain Ya Maula Maula Abbas Tum Se Fatima Zahra Hai Raazi Tumne Wafaon Ke Maidan Mein Jiti Hai Baazi Tum Bhi Toh Ho Ali Ke Bete Jab Zalim Ne Pucha Kyun Banke Rehte Ho Hussain Ke Ghulam Ghazi Ghaiz Mein Aakar Wallah Sher Yeh Bola Ghaiz Mein Aakar Wallah Sher Yeh Bola Ho Ja Khamosh De Apni Zaban Ko Lagam Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Hussain Hussain Ya Maula Hota Rahega Ya Hussain Yeh Elaan E Aza Chalta Rahega Na Rukega Karwan E Aza Pabandiyan Hon Chahe Jitni In Majlison Par Nohey Sunayenge Zeeshan Aur Irfan Aza Majlis Bhi Hogi Maula Matam Bhi Hoga Majlis Bhi Hogi Maula Matam Bhi Hoga Ishq E Hussain Mein Taqiyya Hota Hai Haram Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Hussain Hussaini Manam Manam Ghulam E Hussain Hussaini Manam Manam Ghulam E Hussain Tu Meri Jaan Bhi Tu Mera Deen Bhi Tu Iman Bhi Tu Mere Maula Teri Qasam Karam Mein Sab Se Aali Shan Bhi Tu Yeh Izzat Bhi Hai Yeh Shohrat Bhi Hai Jo Kuch Bhi Mere Paas Hai Maula Sab Kuch Tera Sadqa Hai Karta Hoon Main Yeh Wada Ya Aba Abdillah Karta Hoon Main Yeh Wada Tera Zakir Hoon Jab Bhi Samne Hogi Awam Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam Main Toh Kahunga Sare Aam Main Hussain Ka Ghulam

✨ CREDITS

Poet: Zeeshan Abidi

Video Maker: Focus Studio

Hosted By: Irfan Haider

ℹ️ About this Nauha

About this Nauha - This nauha is a declaration of love and servitude to Imam Hussain (AS), titled Main Hussain Ka Ghulam, with references to Karbala, Labbaik Ya Hussain, and the sacrifices of Hur, Muslim bin Aqeel, and Abbas Alamdar. It is recited by Syed Irfan Haider and written by poet Zeeshan Abidi, with video by Focus Studio and hosted by Irfan Haider, released in 2026. It is especially recited during Muharram and in Azadari majalis, as a powerful slogan of loyalty that Azadars openly proclaim. The complete lyrics are available on Nauha Lyrics Hub in four formats - Roman English, pure Urdu, Hindi Devanagari, and simple English translation for easy reciting.

❓ FAQs About This Nauha

Who recited this nauha?

This nauha is recited by Syed Irfan Haider, as mentioned in the title and Quick Info section.

Who wrote the poetry of this nauha?

The poetry of this nauha is written by Janab Zeeshan Abidi.

What is this nauha about?

It is about openly declaring oneself as the ghulam of Imam Hussain (AS), with Karbala as the path and destination. The kalam remembers the great deeds of Imam Hussain, the loyalty of Hur, Muslim bin Aqeel, and Abbas, and the pride of being Hussaini.

When is it recited?

It is recited during Muharram-ul-Haram and throughout the year in majalis and gatherings of Azadari, as a slogan of love for Imam Hussain (AS).

In which languages are the lyrics available?

The lyrics are available on Nauha Lyrics Hub in four formats - Roman English, pure Urdu script, Hindi Devanagari, and English translation.

❤️ This Nauha was contributed by: Team Irfan-e-Aza

Irfan Ansari — Founder and Editor
Irfan Ansari

FOUNDER & EDITOR — I publish carefully verified nauha lyrics with full credits to reciters and writers, plus easy-to-read Islamic articles. Spotted an error? Tell me in the comments. More about me →

💬 Discussion & Feedback

Comments

⬇️ Download Lyrics (HD)