Skip to content

Maa Dekho Na | Fajr Se Laikar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa Lyrics - Syed Farhan Ali Waris Nauha 2026 (Roman, Urdu, Hindi, English)

Text Size:
Maa Dekho Na | Fajr Se Laikar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa thumbnail

Maa Dekho Na | Fajr Se Laikar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa - Syed Farhan Ali Waris

📅 2026 | 🎙️ Syed Farhan Ali Waris

📋 Quick Info:
🎤 Reciter: Syed Farhan Ali Waris
✍ Poet: Zeeshan Abidi
📅 Year: 2026
🌐 Languages: Roman, Urdu, Hindi, English
In the month of Muharram 1448 Hijri (2026), Syed Farhan Ali Waris presented a deeply sorrowful and heart-touching nauha, "Fajr Se Laikar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa". This kalam tells the story of the martyrdom of Imam Hussain (AS) and the weight of his sufferings. The poetry and composition of this majestic nauha were both crafted by Zeeshan Abidi, carrying both grief and reverence. On this page you will find the complete and verified lyrics in Roman Urdu, pure Urdu, Devanagari Hindi, and English, so you can feel the sorrow of Karbala and join in the remembrance of Hussain (AS).
Ya Waaris, Ya Waaris Ali Waaris, Ali Waaris Ya Waaris, Ya Waaris Ali Waaris, Ali Waaris Ya Waaris, Ya Waaris Gire Jo Ghoray Se Maqtal Mein Shah E Karbobala Hazaron Zakhm Tay Sara Badan Lahu Say Bhara Suni Jo Qadmon Ki Aawaz Toh Uthe Moula Kaha Tarap Kay Ye Jab Maa Ko Samnay Dekha Maa Ali Akbar Ko Neza Mara Haye Maa Ho Gaya Seena Para Para Haye Maa Beh Gaya Uska Khoon Bhi Sara Maa... Dekho Na... Uthaya Hay Jab Say Uska Lasha Maa Thak Gaya Hoon Maa... Fajar Say Lekar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa Fajar Say Lekar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa Haye Maa Haye Maa Dekho Na Maa... Meri Sakina Kesay Jiyegi Haye Maa... Baap Ka Seena Wo Dhonday Gi Haye Maa... Mere Bina Wo Mar Jaye Gi Maa Dekho Na Sula Kay Mai Khak Par Sakina Ko Aagaya Hoon Maa Fajar Say Lekar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa Haye Maa Haye Maa Dekho Na Maa... Margaya Mera Godh Mai Ghazi Haye Maa... Kut Gaye Bazoo Beh Gaya Pani Haye Maa... Hogaya Us Ka Chehra Zakhmi Maa Dekho Na Nabi Milay Kohe Bhai Se Jesa Main Mila Hoon Maa Fajar Say Lekar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa Haye Maa Haye Maa Dekho Na Maa... Jiska Badan Tha Phool Kay Jesa Haye Maa... Usko Uthanay Jab Mai Pohanhca Haye Maa... Bikhra Tha Qasim Ka Lasha Maa Dekho Na Sameta Uss Ko Kahan Kahan Se Mai Janta Hoon Maa Fajar Say Lekar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa Haye Maa Haye Maa Dekho Na Maa... Aun O Muhammad Mar Gaye Pyasay Haye Maa... Zinda Naa Aaye Wo Darya Say Haye Maa... Mil Nahi Paye Wo Sughra Se Maa Dekho Na Magar Sakina Ko Unkay Lashay Dikha Chuka Hoon Maa Fajar Say Lekar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa Haye Maa Haye Maa Dekho Na Maa... Ghutniyan Bhi Jo Chal Nahi Paya Haye Maa... Teer Galay Par Usnay Khaya Haye Maa... Asghar Ko Mene Dafnaya Maa Dekho Na Wo Kitna Pyasa Tha Soch Kar Main Tarap Raha Hoon Maa Fajar Say Lekar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa Haye Maa Haye Maa Dekho Na Maa... Bap Ka Beta Reh Gaya Tanha Haye Maa... Lakho(n) Nay Milkar Mujh Ko Mara Haye Maa... Teer Lagay Our Khaya Naiza Maa Dekho Na Hai Zakhmi Sar Dekho Gurz Kha Kar Abhi Gira Hoon Maa Fajar Say Lekar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa Haye Maa Haye Maa Dekho Na Farhan O Zeeshan Aur Farhan Kaisa Manzar Farhan O Zeeshan Aur Farhan Kaisa Manzar Daba Kay Seenay Pay Shimr Bethaa Tou Bolay Sarwar Maa... Chalnay Wala Hay Ab Khanjar Haye Maa... Hath Na Rakhna Tum Gardan Par Haye Maa... Goad Main Lelo Mujhko Aakar Maa Dekho Na Sakoon Say Maut Aaye Bas Mai Ye Chahta Hoon Maa Fajar Say Lekar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa Haye Maa Haye Maa Dekho Na

✨ CREDITS

Poet: Zeeshan Abidi

Video Maker: The Focus Studio (Safdar Kaleem)

Hosted By: Syed Farhan Ali Waris

❤️ This Nauha was contributed by: Nauha Lyrics Hub Pipeline

ℹ️ About this Nauha

About this Nauha - This nauha gives voice to Hazrat Ali Akbar (AS), the young son of Imam Hussain (AS), speaking to his mother from the battlefield of Karbala. Its central words, Fajr Se Laikar Asar Talak Main Ujar Gaya Hun Maa, describe his wounds and exhaustion from dawn until the afternoon of the day of Ashura. The nauha also remembers Bibi Sakina (SA) with the painful line, Meri Sakina Kesay Jiyegi. It is recited by Syed Farhan Ali Waris, with poetry and composition by Zeeshan Abidi, and belongs to the Muharram 1448 Hijri (2026) season. The full lyrics are provided on Nauha Lyrics Hub in Roman Urdu, Urdu, Hindi, and English translation for azadars.

❓ FAQs About This Nauha

Who recited this nauha?

This nauha is recited by Syed Farhan Ali Waris, as mentioned in the title and the Quick Info of this post.

Who wrote the poetry of this nauha?

The kalam of this nauha is written and composed by poet Zeeshan Abidi.

What is this nauha about?

It is voiced as Hazrat Ali Akbar (AS) speaking to his mother, describing his wounds from Fajr until Asar on the day of Ashura, and remembering Bibi Sakina (SA). You can read his full story in the related article, Ali Akbar (AS): The Young Warrior of Karbala.

When is this nauha recited?

It is recited during Muharram-ul-Haram in majalis and matam, especially in gatherings that remember the martyrdom of Hazrat Ali Akbar (AS).

In which languages are the lyrics available?

The lyrics are available above in four tabs: Roman Urdu, Urdu, Hindi, and English translation.

Irfan Ansari — Founder and Editor
Irfan Ansari

FOUNDER & EDITOR — I publish carefully verified nauha lyrics with full credits to reciters and writers, plus easy-to-read Islamic articles. Spotted an error? Tell me in the comments. More about me →

💬 Discussion & Feedback

Comments

⬇️ Download Lyrics (HD)